Yeh Chand Sa Roshan Chehra 4K Song - Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi |Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Yeh Chand Sa Roshan Chehra 4K Song- Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi | Sharmila Tagore | Shammi Kapoor | OP Nayyar
Film : Kashmir Ki Kali (1964)
Song : Yeh Chand Sa Roshan Chehra
Cast : Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Singer : Mohammed Rafi
Music : O. P. Nayyar
#superhitgaane #bollywoodclassicsong #mohammedrafi
Lyrics-
Yeh chand sa roshan chehra
julfo ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karu kya uski
jisne tumhein banaya
Yeh chand sa roshan chehra
julfo ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karu kya uski
jisne tumhein banaya
Ek cheez qayamat si hai
Logon se suna karte the
Tumhein dekh ke maine mana
Woh theek kaha karte the
Woh theek kaha karte the
Hai chaal mein teri zalim
Kuchh aisi balaa ka jaadu
Sau baar sambhala dil ko
Par hoke raha bekabu
Tareef karoon kya uski
jisne tumhein banaya
Yeh chand sa roshan chehra
julfo ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karu kya uski
jisne tumhein banaya
Har subah kiran ki laali
hai rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kaali
saya hai tere baalon ka
Har subah kiran ki laali
hai rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kaali
saya hai tere baalon ka
Saya hai tere baalon ka
Tu balkhaati ek nadiya
har mauj teri angdaayi
Jo in maujon mein dooba
usne hi duniya paayi
Tareef karoon kya uski
jisne tumhein banaya
Yeh chand sa roshan chehra
julfo ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karu kya uski
jisne tumhein banaya
Main khoj mein hoon manzil ke
Aur manzil paas hai mere
Mukhde se hata do aanchal
Ho jaayein door andhere
Ho jaayein door andhere
Mana ke yeh jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bhar ke zara main dekhoon
Andaz tera mastana
Tareef karoon kya uski
jisne tumhein banaya
Yeh chand sa roshan chehra
julfo ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra
Tareef karu kya uski
jisne tumhein banaya